JPU PG Admission Online 2022:- Hello Friends, Jai Prakash University (JPU) ne PG (MA MSc MCom) Admission 2022 Session (2021-23) ke liye Application Form release kar diya hai. Yadi aap bhi JP University me Post Graduate Admission karvana chahte hai, To aap niche diye gaye link se application form fill up kar sakte hai. JPU ne apne official website @www.jpv.ac.in par PG Admission Online Form release kiya hai. Hamne aaj ke is article me JP University PG 1st Sem Admission 2021-23 se related details share kiya hai.
Yadi aap Jai Prakash University me Postgraduate (MA MSc MCom Course) 1st Semester me admission lena chahte hai, To aap January 2022 se online admission form fill up kar sakte hai. Aap yah PG Admission form February 2022 tak fill up kar sakte hai. Yaha hamne aap sabhi ke sath JPU PG Admission 2022 se related sabhi details jaise ki Courses, Dates, Eligibility, Application ke bare me diya gaya hai.

Latest Update :- जय प्रकाश यूनिवर्सिटी (JPU) ने Postgraduate (MA MSc MCom) 1st Sem Admission 2021-23 के लिए ऑनलाइन फॉर्म जारी कर दिया है, सभी योग्य एवं इच्छुक उम्मीदवार इस आर्टिकल में दिए गए लिंक से JPU PG Admission Form ऑनलाइन भर सकते है.
JP University PG Admission Online 2022
Aap sabhi candidates Jai Prakash University PG Admission Session 2021-23 ke liye Application form online bhar sakte hai. JP University PG Admission Form 2022 bharne ka last date jald hi update kiya jayega. Aap sabhi candidates is article me JPU PG (MA MSc MCom) 1st Semester Admission 2022 se related details online check kar sakte hai.

JP University Postgraduate MA MSc Mcom 1st Sem Admission 2022 apply karne ke liye direct link niche share kiya hai, Aap sabhi candidates PG Admission Form se related sabhi jankari yaha is post me prapt kar sakte hai. JP University PG Admission Session 2021-23 se related sabhi details niche is post me share kiya gaya hai.
JP University PG Admission 2021-23: Overview
University name | Jai Prakash University (JPU) |
Admission | PG Admission 2021-23 |
Courses | MA / MSc / MCom |
Admission Form Start Date | January 2022 |
Admission Form Last Date | Update Soon |
Application Mode | Online Only |
Official Website | https://jpv.ac.in/ |
JPU PG (MA MSc MCom) 1st Sem Admission 2022
जय प्रकाश यूनिवर्सिटी पीजी एडमिशन January 2022 से शुरू करने जा रहा है, जिसमे आप Postgraduate (MA MSc MCom) कोर्स के लिए अप्लाई कर सकते है. अप्लाई करने का प्रोसेस ऑनलाइन है जो निचे बता दिया गया है आप उसे पढ़ कर आप अपना एप्लीकेशन ऑनलाइन कर सकते है. ऐसे अभ्यर्थी जो JPU PG Admission Online Form 2021-23 ऑनलाइन आवेदन करना चाहते है उनको आवेदन करने से पहले ऑफिसियल नोटिफिकेशन अवश्य पढ़ना चाहिए.
JPU PG Admission 2022: Important Dates
JPU jab bhi PG Admission Online Form 2022 online jari karta hai, Aap sabhi candidate is post me diye gaye direct link ke jariye application form fill up kar sakte hai. Niche hamne aap sabhi ke suvidha ke liye JPU ke official website @www.jpv.ac.in se PG Admission Form Fill Up karne ki puri jankari share kiya hai.
Events | Important date |
Official notification For PG Admission | January 2022 |
Start of online application for JPU PG Admission | January 2022 |
Application last date for JPU PG Admission | February 2022 |
Announcement of JPU PG Admission merit list | February 2022 |
PG Admission process started | March 2022 |
How to Fill JPU PG Admission Online Form 2022?
Yadi aap sabhi candidates JP University PG Admission Form 2022 online fill karna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap JPU ke official website @www.jpv.ac.in. par visit kare.
- Iske home page se “PG Admission Session 2021-23” ke link par click kare.
- Ab vaha se “Apply Online For PG (MA MSc MCom) 1st Sem Admission” ke link par click kare.
- Ap vaha se online registration form bhare.
- Iske bad PG Admission Online Form me apna sabhi details enter kare.
- Ab aap Form Fee pay kare, Aur Dcuments upload kare.
- Ab last me Form Submit kare, Aur is tarah aap UG Admission ke liye apply kar sakte hai.
Important Direct Links
PG Admission Form | Click Here To Apply |
Download Notification | Click Here |
Official Website | https://jpv.ac.in/ |
Hamne aaj ke is post me “Jai Prakash University PG Admission 2022” se related sabhi update share kiya hai. JPU PG Admission Form jari ho chuka hai aur aap upar diye gaye link se online form fill up kar sakte hai.
Yadi aapko isse related koi saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.
About JP University
Jai Prakash University was established in 1990 to cater to the needs of high and quality education for the people of Saran Memorial. It is situated on the outskirts of Chhapra city covering an approximate area of 280 acres. The university offers courses in most subjects at both undergraduate and postgraduate levels.
The university consists of 21 constituents and 12 affiliated colleges located in Chhapra, Siwan and Gopalganj districts. In addition, the university also has 16 affiliated B.Ed. The college, an engineering college named Loknayak Jai Prakash Engineering College, and the recently proposed medical college.